MSA/Desk

Sharaabi (1984) is a Bollywood drama film stars Amitabh Bachchan, Pran, Jaya Prada, and Om Prakash. The film is produced and directed by Prakash Mehra. The film became hit at box office. The music by Bappi Lahiri is well composed. Again Kader Khan proved himself as one of the great dialogue writers in Bollywood movies. He intimately crafted the dialogues that gave the film success and appreciation. Some great lines from Sharaabi have been mentioned below:

Wade akhsar tut jate hai, koshishe kamiyab ho jati hai

Saar patakne se vala kya hoga, oi hoga jo takdir me likkha hoga

Tumhari ma humare lie dua mangegi to hume aisa lagega k hume dunia mil gai

Main to sharab pita hu…Tum log kya pite ho? Insaan ka khun?

Aurat jabtak jindegime na aye mard ki bat me vajan payda nahi hota

Aj kal ke daurme hasi ki fasal uthti kaha hai, ya to diwana ha or tu jise tawfiq de, warna is duniame akar muskurata kaun hai

Khushi ki mawke par mayiusu ko nahi bulana chahie, mahfil bigar jata hai

Jinka apna dil tuta hota hai, o oroka dil tuta nahi karte

Jigar ka dard upar se kahi malum hota hai, ki jigar ka dard upar se nehi malum hota hai

1 COMMENT

  1. Mohabbat Bardast Nahi Hoti
    Sharab Bottel se Barbad Nahi Hoti
    Pite Hai To Kya Hua
    Pine K Baad Aankhe Char Nahi Hoti..

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here